Tuesday, December 11, 2007

Mein agar kahoon.. [Om Shanti Om]

Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Kisi zaaba mein bhi, woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon
Mein agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Shokion mein doobi yeh aadayein, chehare se zalki hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataein, shaan se dhalki hui hain
Lehrata aanchal hai jaise baadal, bahoon mein bhari hai jaise chandini
Roop ki chandini
Mein agar kahoon yeh dil kashi
Hai nahin kahin, na hogi kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan
ohhoh tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan
Ab tumhara mera ek hai karwaa, tum jahan mein wahan
Mein agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum, ya koi pari
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Kisi zaaban mein bhi, woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon
Mein agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin

Tuesday, January 2, 2007

Subah subah..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi jagah..
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon..
Nayi nayi hain meri nazar, ya hain nazaarein naye..
Yaa dekhate khwab main chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi jagah..
Nayi tarah se nay nazaare main dekhata hoon..

Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath main chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..

Jo abhi hain, usiko jilein, jo diya wo ji liya..
Wo nasha pi liya..
Kal nasha hain, ek naya jo, na kiya to kya jiya..
Har pal ko pi ke agar, dil na bhar diya..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi hava..
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi jagah..
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon..

Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza..
Jahaan ke saath main chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..

Saturday, December 30, 2006

Tuhi meri shab hai..

tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o
tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o

aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha
tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah
ho aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha
tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah
teri hasi teri adaa auron se hai bilkul judaa
o o o o ho ho
o o o o o o

aankhen teri shabnami chehra tera aaina
tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
ho aankhen teri shabnami chehra tera aaina
tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
dil mein hai kya kuchh toh bata
kyon hai bhala khud se khafa
o o o o ho ho
o o o o o o

tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o o..

Zara zara - Bombay Jayashree..

Zara zara bahekta hai, mahekta hai..
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon..
Mujhe bhar le apni baahon mein.. - 2

Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa..
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re..
Yunhi baras baras kaali ghata barse..
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein..
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye..
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein..
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein..
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein..

Zara zara bahekta hai, mahekta hai..
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon..
Mujhe bhar le apni baahon mein..
Aaja re aa re..

Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein..
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar..
Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein..
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar..
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar..
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein..

Zara zara bahekta hai, mahekta hai..
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon..
Mujhe bhar le apni baahon mein..
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa..
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re..
Aaja re, aaja re, aaja re..

Bin tere sanam..

--FEMALE--
Aah aah aah,
Aah aah aah..

--MALE--
Eh hey hey, hey,
hey hey hey hey..
Aah aah, eh hey, hey hey hey..

--FEMALE--
Aah aah aah, aah,
Aah aah aah aah..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi.. - 2

--FEMALE--
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi.. - 2

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Oh, aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Tere hi dam se hogi,
Dil ki muraad puri..
Tere bagair jaanam,
Hai zindagi adhuri.. - 2

Ae mere haseen,
Ab na jaa kahin,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Ho,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

Yeh jaankar balamaji,
Thaami hai teri baahen
Sehni padengi sab ki,
Kaanton bhari nigaahen..

--MALE--
Sab sahenge hum,
Aur hansenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Oh ho ho,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Aah aah aah,
Aah aah aah aah aah..
Aah aah aah aah aah aah,
Aah aah aah..
Tum ho mere to ab hai,
Mausam ghulaam apna..

--FEMALE--
Shabnam ne likh diya hai,
Phoolon pe naam apna..

--MALE--
Tum ho mere to ab hai
Mausam ghulaam apna..

--FEMALE--
Ho,
Shabnam ne likh diya hai,
Phoolon pe naam apna..

--MALE--
Sun hawa yahi geet gaa rahi,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Oh,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Ho,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

Bheegi Yaadein (Unplugged), Atif Aslam..

Bheegi bheegi yaadein..
Bheegi bheegi yaadein..

Naa mein janu..
Naa tu jaane..
Kaisa hai yeh aalam..
Koi naa jaaneyyy..

Phir kyu hai yeh tanhaiye..
Kaise hai yeh russwaiyee..
Ghum ho gaye tum..
Kho gaye hum..

...Lahmheyyy..
Aandhi ho ya tufan ho..
Mere maan mein rahe tu sada..
Koi apna ho ya paraya ho..
Usse dhoondoo mein kahan..
Tau kyu hai yeh tanhaiye..
Kaisee hai yeh ruswaiye..
Ghum ho gaye tum..
Kho gaye hum..

Lamhey... Raatein..
Koi naa janey..
Thi kaisi baatein..
Woh barasatein..
Woh bheegi bheegi yaadein..
Woh bheegi bheegi yaadein..

Sagar kee inn lahron sai,
gehra hai meraa pyaar..
Sehrayon kee hawaon mein,
kaise aae gee bahar..
Phir kyu hai yeh tanhaiye..
Kaise hai yeh russwaiye..
Ghum ho gaye tum..
Kho gaye hum..

Lamhey... woh Raatein
Koi naa janey..
Thi kaisi baatein..
Woohh barasatein..
Woh bheegi bheegi yaadein..
woh bheegi bheegi yaadein

Who lamhey woh raatein..
Koi naa janeeyyy..
Bheegii yaadeinn...(x4)

Woh lamheyyyy!!!

Kalyug - Juda hoke..

Juda hoke bhi, tu mujhmein kahi baaki hai..
Palkon mein banke aasu, tu chali aati hai..
Juda hoke bhi..

Waise zinda hu ye zindagi, bin tere main..
Dard hi dard baaki raha hai, seene mein..
Saans lena bhar hi yaha, jeena nahi hain..
Ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein..

Juda hoke bhi, tu mujhmein kahi baaki hai..
Palkon mein banke aansu, tu chali aati hai..

Saath mere hain tu har pal, shab ke andhe mein..
Paas mere hain tu har dham, ujale savere mein..
Dil se dhadkan bhula dena, aasan nahi hai..
Ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein..

Juda hoke bhi tu, mujhmein kahi baaki hai..
Palkon mein banke aansu, tu chali aati hai..

Ab toh aadat si hai mujhko, aaise jeene mein..
Yeh jo yaadein hai, - 2
Sabhi kaatein hai..
Katado inhe - 2
Mithado inhe..
Ab toh aadat si hai mujhko..